Mota Hone ka Tarika (Wazan Barhaien Asani sy) icon

Mota Hone ka Tarika (Wazan Barhaien Asani sy)

5.2 for Android
3.0 | 10,000+ Installs

Best App Urdu

Description of Mota Hone ka Tarika (Wazan Barhaien Asani sy)

Bohat baar suna hai k log wazan ghataany k liye bohat c warzishain krty hain. Magar baz okaat ye b sunnay ko mil jata hai k log wazan bharhany k liye b mehnat kr rhy hain. Kamzor or kam wazan waalay afraad aksar ehsaas-e-kamtari ka shikaar rehty hain. Or apna wazan bharhany k liye zada khaana kar moty hony ka khwaab dekhty hain. Aksar is shikayat k zer-e-asar afraad ko mukhtalif iqsaam k totkay krta b dekha hai jis se wo wazan bharhany k khwaab khwaah hoty hain. Is liye aaj hum apko Wazan Badhane Ka Tarika In Urdu btain gy.
Agr Motapy sy insan bura nazar ata hai to pher kamzor jisam bhi insan ko kam tar bana deta hai. Jisam ka ziada kamzor nazar ana bhi achi bat nhi hai, agr ap kamzor nazar aty hian ya apky dosat apko kamzori ka tana dety hain to pher ap apny patly jisam ko mota kr skty hian, is main easy tariky dye gye hain jis ko use kt ky ap khud ko healthy kr skty hain. ap apny ghar main baithy fruits ko istemal kr ky dubly or moty ho skty ho.
Agr ap wakaae mai wazan ko bharhana chaah rhy hain to apny aap k sath sincere ho jayen or jo diet hum apko btaany lgay hain usko note kr k sakhti se us par amal shuro kr den.
Dhood or dahi ka istimal
White meat
2 adad anday rozana
Phallo or sabziyo ka istimal
Chaawalo ka zyada istimaal
Meyaari ghee mai bnay pakoray.
Wazan Badhane Ka Tarika In Hindi:
Sone
se pehly kuch kha zaroor lain wesat har giz mar soyen.
Din ka 1 kaila rozana apni routine bna lain.
Apny sath hmesha khaany peeny ki ashyaa rakhain kbi apna pait khaali na hony dain.
Apny apko dimaagi tor par skoon mai rakhain or kisi kisam ki tension mat lain.
Milshake or dhod wgera ka istamaal karain.
Tambaku noshi se perhaiz karain.
Motapa Badhane Ka Tarika In Urdu
Warzishain
Bhok mai kami na layen
Mukamal aram
Sabar ka daman
MOTA HONY KA WAZIFA YA DUA
JALDI MOTA HONE KA TARIKA IN URDU
MOTA HONE KA TARIKA TIPS IN URDU
Enter your keywords...
Suhagrat Ki Tyari for Wife 2018
Girte Baalon Ka Elaj
Bukhar Charane Ka Tarika
Quick and Easy Weight Loss Tips
Wazan Kam Karne Ke Gharelu Nuskhe 2018
Balghami Khansi Ka Desi Ilaj
Danton k Dard Ka Ilaj
Beauty Tips
Totkay in Hindi
Women Health
Zubaida Aapa
Beauty Tips in Urdu

What's New with Mota Hone ka Tarika (Wazan Barhaien Asani sy) 5.2

Mota hony ka Asan tarika
Wazan Barhan Easy Tips
Samart banny kay Tarika
Dubly Patly pan ka ilaj
Enjoy your health
Easy Reading

Information

  • Category:
    Health & Fitness
  • Latest Version:
    5.2
  • Updated:
    2018-10-20
  • File size:
    6.9MB
  • Requirements:
    Android 4.0.3 or later
  • Developer:
    Best App Urdu
  • ID:
    com.BestAppsUrdu.MotaHonayKaTarika.HealtyTips
  • Mota Hone ka Tarika (Wazan Barhaien Asani sy)
    Mota Hona 4.1
    6.0MB
    2018-08-29
    APK
    Picture