Gyan Ki Baatein icon

Gyan Ki Baatein

1.0 for Android
3.0 | 10,000+ การติดตั้ง

Marshall App Developer

คำอธิบายของ ज्ञान की बातें

9Apps is the free store of application, 30,000+ users downloaded Gyan Ki Baatein latest version on 9Apps for free every week! Although you probably won't notice it at first. This hot app was released on 2018-04-28. Just download it and use on your android phone!
Inssan ke paas kam baatein hi sahi par gyan ki baatein aur achi baatein honi chahiye kyonki kuch achi baate bhi kisi bhi insan ko safatla ke raste se apni manjil tak pahuchne ke liye kaaphi hoti hai. Hum aaj is post me vah achi baatein kya hoti hai iske baare me acche se samjhege taki in bato ko apakar jeevan me saflata ko paane me aasani ho.
Gyan Ki Baatein Kya Hoti Hai
Har vyakti ke liye gyan ke baat alag-alag ho skati hai par kuch baatein eisi hoti hai. Jo sabhi ke liye janna jruri hota hai. Par inhe jaana shirf kaafi nhi hai in achi batein par amal karna thoda kathin jrur hota hai par sach to yhi hai ki jo in baato ko apne jeevan me utar leta hai vo hi success ban pata hai.
Gyan Ki Baatein Hamre Jeevan Par Kya Prabhv Dalti Hai
Gyan ki achi baatein hamesha sakaratmak prbhav dalti hai. Koi bhi perosn agar achi baat ko grahn karta hai to usse shirf uska hi nhi uske parivar aur kai logo par bhi un bato ka sakaratmak prabhv padta hai. kuch Gyan ki baatein hi hoti hai jo mushya ko normal person se alag bnakar unhe mahanata ke saath success ke aur le jaati hai.
Gyan ki Achi Baatein Inhe Rakhe Hamesha Yaad
Problems – Ek baat hamesha dhyan rakhe jab bhi jeevan me koi problem aati hai. tab uska solution uske saath hi janm leta hai. kyonki jis trah koi tala bina chabi ka nhi hota thik usi tarh koi bhi problem bina solution ki nahi hoti. Agar aapko yakin nahi ho rha hai to past ko dekhiye jab bhi is duniya me koi bada sankat aata tabhi uska niptara karne ke liye kisi na kisi shakti ne bhi janm liya hai.
Every person jab kisi se problem se niklta hai. to vah dusro se aage hi hota hai. usme self confudence apne aap badh jata hai. agar real me hum soch to kisi bhi problems ka aana hi ek opportunity ka aana hai. Jisse hum kuch sikh skte hai. Jo vyakti isse kuch sikha leta hai. use kisi baat ka dar nhi hota. par jo in problems se dar jata hai vah vyakti khud hi ek problelm hai.
Secret of Success – Kabhi-kabhi koi ghatna kisi bhi person ke sari palnning ko kharab kar deti hai. jisse vah person puri trah se toot jata hai par kya hamra jeevan shirf unhi planning par depend rhata hai. eisa bilkul nahi hai.
Jis prakar koi vyakti kisi mountain par chadne se pahle bhut saari yojnaye bnata hai. Par vah sab yojnaye mountain par chadte samy kaam nahi aati use beech raste me chadte samy un yojnao ko badlna padata hai
Aur use montain se anusar yognaye banani pdata hai. vah mountain uske anusar nhi banata. eise hi safal hone ke liye jeevan ke yogy bano use apne yogy na bano yhi saplta ka secret of success hai.
Write Decision – Jeevan me insan ko har kadam par koi na koi decision lena hi padta hai. aur vhai decision uska future decide karta hai. yahi har vyakti ke jeevan ki happiness aur sadness bhi decide karta hai. isiliye koi bhi decision tab lena chahiye jab man shant ho kyonki aapke dwara liya gya ek decision se aapka hi aapke apno aur kai logo ka jeevan juda hota hai.
Self-confidence – yah jeevan ko dekhne ka najriya hota hai. ki aap apne jeevan ko kis najriye se dekhate hai. Par dhyan rakhe yah najriya aapke apne vash me hota hai. agar aapke paas self-confidence hai to har kaam aasan legega par isme kami hai to har kaam muskil.
Failure means Success – Jo bhi vyakti failure ke baad bhi apna houshala bnaye rkhata hai. vahi succesful banta hai. ye main apne experience se nhi bol rha. balki yah un mahan logo ne kahna hai. jinhone impossible ko possible kar dikhaya hai.
Quotas Se Samjhiye Gyan ki baatein
Main Features:
★ 100% Free and Offline
★ This app is in easy Hindi Language.
★ Simple app. Works offline. No internet connection needed!
★ Professionally designed, user-friendly and intuitive interface.
★ Clear Hindi font for better readability.
★ Easy to use.
★ Font zooming.
★ You can share any story to the social sites Whatsapp, facebook, instagram and other
sites.

ข้อมูล

  • ประเภท:
    การศึกษา
  • เวอร์ชันปัจจุบัน:
    1.0
  • อัปเดตเมื่อ:
    2018-04-02
  • ขนาด:
    5.8MB
  • เวอร์ชัน Android ที่กำหนด:
    Android 4.0 or later
  • นักพัฒนาซอฟต์แวร์:
    Marshall App Developer
  • ID:
    com.marshall.gyankibaatein